Sahir Ludhanvi Urdu Poetry Images

Tuj ko khabr nhi mgr ik sada looh ko
barbad kr diya hy tery do din k pyar nay

Fan jo nadar tak nahy pohncha
abhi mayar tak nahy pohncha

Tuj ko tera ghar salamat aur muj mery tanhayan
marty martay nam tera he labon par aye ga

Bhool sakta hy bhala kon ye pyary ankhen
rang main doobi huwy neend say bhary ankhen

Umr bhar rengty rehny ki saza hy jena
aik do din ki aziyat ho to koi seh lay

Har aik tehzeeb ka khuda ik naya mazhab laya
karen to ham bhi magr kis khuda ki bat karen

Unhen apna nhy sakta magr itna bhi kya kam hy
k kuch mudat haseen khwabon main reh kr g liya main nay

Bohat hain zakhm mery zindgy mitany ko
udas reh k mery dil ko aur zakhm na do