Social Political issues urdu poetry Saghar Siddiqui

Pages: 1 2

Social Political issues urdu poetry Saghar Siddiqui

Ham ulat dety hain sadyon ke niqab,  ham zamanon ki khabar rakhtay hain
He nakhuda ka meri tabahi se wasta,  main janta hun neeyat e darya buri nahi

He nakhuda ka meri tabahi se wasta,
main janta hun neeyat e darya buri nahi

Ishq behroopia hy aye saghar,  roop ne sadgi ko bech dia
Jagmagaty hain wahshaton ke dayar,  aqal ne admi ko bech dia

Jagmagaty hain wahshaton ke dayar,
aqal ne admi ko bech dia

Jis ehd main lut jaye faqeeron ki kamayee,  us ehd ke sultan se kuch bhool huwy hy
Kanton se ahtjaj kia he kuch is trha,  gulshan ki dal dal pe ham raks kar gaye

Kanton se ahtjaj kia he kuch is trha,
gulshan ki dal dal pe ham raks kar gaye

Kuch zameenon ke sitaray saghar,  aasmanon ki khabar rakhtay hain