Sahir Ludhanvi Urdu Poetry Images

Kahi aisa na ho paun mery thra jayen
aur tery marmaren banhon ka sahara na mily

Zindgy hy apny apny bazoo’n ka dam
asman p khuda aur zameen p ham

Khafa na hona agr barh k tham lun daman
ye dil freb khata jan kr nahi hoty

Zulm phir zulm hy barhta hy to mit jata hy
khun phir khun hy tapkay ga to jam jaye ga

Khafa na hona mery jurat takhatub par tumhen khabr hy mery zindgy ki aas ho tum


Koi dhondny bhi aye to hamen na dhond paye
tu muj kahen chupa day main tuj kahen chupa du


Kon kehta hy k mohabat ky zuban hoty hy
ye haqeeqat to ankhon say byan hoty hy