Sahir Ludhanvi Urdu Poetry Images
Asman p hy khuda aur zameen p ham
aj kal wo is tarf dekhta hy kam
Dunay k bazar main akhir chahat bhi byopar bany
mery dil say un ky dil tak chandy ky dewar bany
Ahl e dil aur bhi hain ahl e wafa aur bhi hain
aik ham hi nahi dunya say khafa aur bhi hain
Gar zindgy main mil gye phir iteffaq say
pochen gay apna hal tery bebasy say ham
Faqeer e shehr k tan par libas baqy hy
amer e shehr k arman abhi kahan nikly
Ham hain mayoos magr itnay bhi mayoon nahi
ik na ik din to ye ashkon ki lary tooty gy
Aik mudat say tamana hy tuj choonay ky
aj bas main nahi jazbat qareeb ajao
Ham jurm hoabat ki saza payen gay tanha
jo tuj say huwy wo khata sath lye ja