Sahir Ludhanvi Urdu Poetry Images

Log aurat ko faqat jism samjh lety hain rooh bhi hoty hay
is main ye kahan sochty hain

Jisy tu dekh lay ik bar mast nazron say
wo umr bhr kabhi hathon main apnay jam na lay

Na tu zameen k liye hy na asman k liye
tera wajood hy ab sirf dastan k liye

Jo ham ko naseehat kary hain wo apna zamana dekh chuky
ab ham par bhi jawani aye hy ham apna zamana kyun choren

Palat k suey chaman dekhnay say kya hoga
wo shakh he na rahy jo thy aashyan k lye

Jo ham main hy wo matwaly ada sab main nahi hoty
mohabat sab main hoty hy wafa sab main nahi hoty

Pedaysh k din say mot ky zad main hain
is maqtal main kon hamen lay aya hy

Jo tery dil ko lubha lay wo ada muj main nahi
kyun na tuj ko koi tery he ada pesh karu