Sad Urdu Poetry of Parveen Shakir

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8 9

Baad mudat usay dekha logo   wo zara bhi nahy badla logo

Baad mudat usay dekha logo
wo zara bhi nahy badla logo

Aur us say na thy koi talab   bas mery pyar ky izat krta

Aur us say na thy koi talab
bas mery pyar ky izat krta

aur ghabra k kitabon main jo ly ho gy panah  hr satr p mera chehra nazar aya ho ga

aur ghabra k kitabon main jo ly ho gy panah
hr satr p mera chehra nazar aya ho ga

Aqab main gehra samandar hy samny jungle  kis intaha p mera mehrban chor gya

Aqab main gehra samandar hy samny jungle
kis intaha p mera mehrban chor gya

Apnay qatil ky zahanat say pareshan hu main   roz ik mot naye tarz ky ijad kary

Apnay qatil ky zahanat say pareshan hu main
roz ik mot naye tarz ky ijad kary

Apnay anay ky khabr kya krtah   jab sitaray he nahy mil paty

Apnay anay ky khabr kya krtah
jab sitaray he nahy mil paty

Ajnaby ban k jo guzra hy abhi   tha kisy waqt main apna logo

Ajnaby ban k jo guzra hy abhi
tha kisy waqt main apna logo

Ab to is rah say wo shakhs guzrta bhi  nahy  ab kis umeed pay darwazay say jhankay koi

Ab to is rah say wo shakhs guzrta bhi
nahy ab kis umeed pay darwazay say jhankay koi

2 comments for “Sad Urdu Poetry of Parveen Shakir

Leave a Reply