Sad Urdu Poetry of Parveen Shakir

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8 9

Wo kahen bhi gaya to lota to mery pas aya   bas yahy bat hay achy mery harjaey ky

Wo kahen bhi gaya to lota to mery pas aya
bas yahy bat hay achy mery harjaey ky

Wo kya gya k rafaqat k sary lutf gay   main kis say rooth sakun gy kisy manaun gy

Wo kya gya k rafaqat k sary lutf gay
main kis say rooth sakun gy kisy manaun gy

Wo muj ko chor k jis aadmy k pas gya   barabry ka bhi hota to sabr ajata

Wo muj ko chor k jis aadmy k pas gya
barabry ka bhi hota to sabr ajata

Us ko bhi ham tery koochay main guzar aye hain   zindgy main wo jo lamha tha sanwarny wala

Us ko bhi ham tery koochay main guzar aye hain
zindgy main wo jo lamha tha sanwarny wala

Us ka andaz sukhn sab say juda tha shaed   bat lagty huwy lehja wo mukarny wala

Us ka andaz sukhn sab say juda tha shaed
bat lagty huwy lehja wo mukarny wala

Uqab ko thy gharz fakhta pakarny say  jo gir gae to yun he neem jan chor gya

Uqab ko thy gharz fakhta pakarny say
jo gir gae to yun he neem jan chor gya

Tum nay to thak k dasht main khemy lga liye   tanha katay kisy ka safr tum ko is say kya

Tum nay to thak k dasht main khemy lga liye
tanha katay kisy ka safr tum ko is say kya

Tum moj moj misl saba ghoomty raho   kat jayen mery soch k par tumko is say kya

Tum moj moj misl saba ghoomty raho
kat jayen mery soch k par tumko is say kya

2 comments for “Sad Urdu Poetry of Parveen Shakir

Leave a Reply