Sad Urdu Poetry of Parveen Shakir

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8 9

Kesy ghary main tark e safr ka khyal hy   jab ham main lot anay ka yara nahi raha

Kesy ghary main tark e safr ka khyal hy
jab ham main lot anay ka yara nahi raha

Jab tak wo benishan raha dastras main tha   khush naam ho gya to hamara nahi raha

Jab tak wo benishan raha dastras main tha
khush naam ho gya to hamara nahi raha

Jawaz dhoond raha tha naey mohabat ka   wo keh raha tha k main us ko bhol jaun gy

Jawaz dhoond raha tha naey mohabat ka
wo keh raha tha k main us ko bhol jaun gy

Jis tarha khwab mery ho gaye reza reza   is trha say na kbhi toot k bikhry koi

Jis tarha khwab mery ho gaye reza reza
is trha say na kbhi toot k bikhry koi

Kanp uthty hu main ye soch kr tanhaey main  mery chehray p tera nam na parch lay koi

Kanp uthty hu main ye soch kr tanhaey main
mery chehray p tera nam na parch lay koi

Kaya qayamat hay k jin k naam par paspa huway   un hi logon ko muqabil main saf ara dekhna

Kaya qayamat hay k jin k naam par paspa huway
un hi logon ko muqabil main saf ara dekhna

Ik na ik roz to rukhsat karta   muj say kitny he muhabat karta

Ik na ik roz to rukhsat karta
muj say kitny he muhabat karta

Dost to kher koi kis ka hy   us nay dushman bhi na smjha logo

Dost to kher koi kis ka hy
us nay dushman bhi na smjha logo

2 comments for “Sad Urdu Poetry of Parveen Shakir

Leave a Reply