
Baad mudat usay dekha logo
wo zara bhi nahy badla logo

Aur us say na thy koi talab
bas mery pyar ky izat krta

aur ghabra k kitabon main jo ly ho gy panah
hr satr p mera chehra nazar aya ho ga

Aqab main gehra samandar hy samny jungle
kis intaha p mera mehrban chor gya

Apnay qatil ky zahanat say pareshan hu main
roz ik mot naye tarz ky ijad kary

Apnay anay ky khabr kya krtah
jab sitaray he nahy mil paty

Ajnaby ban k jo guzra hy abhi
tha kisy waqt main apna logo

Ab to is rah say wo shakhs guzrta bhi
nahy ab kis umeed pay darwazay say jhankay koi
2 comments for “Sad Urdu Poetry of Parveen Shakir”