Main to us din say hrasan hoon k jab hukm milay
khuskh pholon ko kitabon main na rakhay koi
Main barg barg us ko namo bakhshty rahy
wo shakh shakh mery jaden kat’ta raha
Lay jayn muj ko mal e ghaneemat ka sath adoo
tum nay to dal dy hy sapr tum ko is say kya
Kya kary mery masehaey bhi karnay wala
zakhm ye muj lagta nahy bharnay wala
Kuch to thy mery khata warna kyu
besabab tark rafaqat karta
Kon janay k naye sal tu kis ko parhay
tera meyar badalta hy nisabon ky tarha
Khush na tha muj say bhichr kr wo bhi
us kay chehray pay likha tha logo
Kesy keh du k muj chor diya hy us nay
bat to sach hy magr bat hy ruswaey ky
2 comments for “Sad Urdu Poetry of Parveen Shakir”