Tooty hy mery neend magr tum ko is say kya
bajtay rahen hawaon say dar tum ko say kya
Tery barhna paye kay dukh bantaty huwy ham nay
khud apnay paun main kanty chabho liye
Tera khayal kr k main khamosh ho gaye
warna zuban e khalq say kya kya nahy suna
Tark e ulfat k bad umeed wafa
rayt p chal saky hy nao kabhi
Sukh tery miras thay tuj ko milay
dukh hamary thay muqadar ho gaye
sar chupayn to badn khulta hy
zeest muflis ky rida ho jesy
Sapurd kar ka usay chandny kay hathon main
main apny ghar kay andheron ko lot aun gy
ronaq e bazar o mehfil kam nhy hy aj bhi
sanha is shehr main koi mgr hony ko hy
2 comments for “Sad Urdu Poetry of Parveen Shakir”