Sad Urdu Poetry of Parveen Shakir
Sad Urdu Poetry of Parveen Shakir

us say ik bar to roothon main usy ky manind
aur mery terha say wo mujko manany aye

Ab jafa ki sarahten bekar
bat say bhar saka hy ghao kabhi

Yun bicharna bhi bohat Aasan na tha us say magr
jatay jatay us ka wo mud kar dobara dekhna

Ye gham mila hy kisy ka dar say hamen
so is shajar bohat dekh bhal karna hy

Yad kar k muj nam ho gaye hon gy palken
ankh main par gya kuch keh k ye tala hoga

Wo to jan lay k bhi wesa he subak nam raha
ishaq kay bab main sab jurm hamary nikly

Wo na aye ga hamen maloom tha us sham magar
intazar us ka mgr kuch soch kr kartay rahay

Us ky ankhen bhi kahay dety then
raat bhr wo bhi na soya logo

Yun bohat hans kay mila tha lakin
dil hi dil main khafa hw jesy
2 comments for “Sad Urdu Poetry of Parveen Shakir”