Sahir Ludhyanvi Famous Love Poetry

Dil k muamly manin nateeja ky fikar kya
agay hy ishq jurm w saza k maqam say

Dar k bijly say achanak wo liptna uska
aur phir sharm say bal kha k simtna uska

Chupa chupa kay khamoshy main apny becheny
khud apnay raz ki tash’heer ban gae ho tum

Choo leny say hota hy tera jism jawan aur
har waqt tery husn ka hota hy saman aur

Chand kalyan nishat ky chun kr
mudaton mehway yas rehta hun

Dil ko zid thy k tu aye tasaly deny
mery koshish thy k kambakht ko nend ajaye

Dunya ko bhool kr mery bahon main jhool ja
awaz day raha hon wafa kay maqam say

Ham intazar karen gay tera qayamat tak
khuda kary k qayamat ho aur tu aye

Ham nay dil day bhi dia ehd e wafa lay bhi liya
ap ab shoq say dy len jo saza dety hain