Sahir Ludhyanvi Famous Love Poetry
Wafa shaar kae hain koi haseen bhi to ho
chalo phir aj usy bewafa ky bat karen
Unhy pata bhi chalay aur wo khafa bhi na hon
is ehtiat say kya muda byan karen
Wesy to tumhen nay muj barbad kiya hy
ilzam kisy aur ky sar jaye to acha
Tum jo nazron ko uthao to sitary jhuk jayen
tum jo palkon ko jhukao to zamany ruk jayen
Aag pany main lgaty huwy halat ki rat
zindgy bhar nahi bholy gy wo barat ky rat
Zindgy bhr nahi bholy gy wo barsat ki rat
aik anjan haseena say mulaqat ky rat
Ye socha hy k dil ki bat us k roobroo keh den
nateeja kuch bhi niklay aj apny arzu keh den
Ye sahara bhi bohat hy mery jenay k liye
tum agr mery nahi ho to praye bhi nahi