Sahir Ludhyanvi Famous Love Poetry

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10

Wo na ayen to staty hy khalish sy dil ko   wo jo ajaen to khalish aur jawan hoty hy

Wo na ayen to staty hy khalish sy dil ko
wo jo ajaen to khalish aur jawan hoty hy

Ahl e danish nay jisy amr musalim mana  ahl e dil kay lye wo bat ajeeb aj bhi hy

Ahl e danish nay jisy amr musalim mana
ahl e dil kay lye wo bat ajeeb aj bhi hy

Ahl e dil aur bhi hain ahl e wafa aur bhi hain    aik ham hi nahi dunya say khafa aur bhi hain

Ahl e dil aur bhi hain ahl e wafa aur bhi hain
aik ham hi nahi dunya say khafa aur bhi hain

Aik mudat say tamana hy tuj choonay ky   aj bas main nahi jazbat qareeb ajao

Aik mudat say tamana hy tuj choonay ky
aj bas main nahi jazbat qareeb ajao

Ankh aisy k kanwal tum say nishany mangy   zulf aisy k ghata sharm say pany mangy

Ankh aisy k kanwal tum say nishany mangy
zulf aisy k ghata sharm say pany mangy

Ankhen he milaty hain zamany main dilon ko   anjan hain ham tum agr anjan hain ankhen

Ankhen he milaty hain zamany main dilon ko
anjan hain ham tum agr anjan hain ankhen

Bharnay nahi paten tery jalwon say nigahen  thaknay nahi paten tuj lipta k ye bahen

Bharnay nahi paten tery jalwon say nigahen thaknay nahi paten tuj lipta k ye bahen

Apny gharz thy jab to liptna qabool tha   banhon kay dayery main simtna qabool tha

Apny gharz thy jab to liptna qabool tha
banhon kay dayery main simtna qabool tha

Leave a Reply