Sahir Ludhyanvi Famous Love Poetry

Apnay senay say lgaye huwy umeed ky lash
mudaton zest ko nashad kiya hy main nay

Apnay mazy kay tasawur say hirasan hu main
apnay guzry huwy ayam say dar lagta hy

Ap dolat ka tarazu main dilon ko tolen
ham mohabat say mohabat ka sila dety hain

Bhatak chuky hu bohat zindgy ki rahon main
muj ab aakay chupa lo tum apny banhon main

Bhool sakta hy bhala kon ye pyary ankhen
rang main doobi huwy neend say bhary ankhen

Bohat hain zakhm mery zindgy mitany ko
udas reh k mery dil ko aur zakhm na do

Buj chukay hain mery senay main muhabat kay kanwal
ab tery ab tery husn e pasheman say muj kya lena

Chalay ao k ab mun pher kr janay say kya hoga
jo tum par mar mita us dil ko tarpany say kiya hoga