Sahir Ludhyanvi Famous Love Poetry
Wo na ayen to staty hy khalish sy dil ko
wo jo ajaen to khalish aur jawan hoty hy
Ahl e danish nay jisy amr musalim mana
ahl e dil kay lye wo bat ajeeb aj bhi hy
Ahl e dil aur bhi hain ahl e wafa aur bhi hain
aik ham hi nahi dunya say khafa aur bhi hain
Aik mudat say tamana hy tuj choonay ky
aj bas main nahi jazbat qareeb ajao
Ankh aisy k kanwal tum say nishany mangy
zulf aisy k ghata sharm say pany mangy
Ankhen he milaty hain zamany main dilon ko
anjan hain ham tum agr anjan hain ankhen
Bharnay nahi paten tery jalwon say nigahen thaknay nahi paten tuj lipta k ye bahen
Apny gharz thy jab to liptna qabool tha
banhon kay dayery main simtna qabool tha