Rastay main aik bhooly huwy shakal dekh kar, awaz di to lab pay koi nam bhi na tha-Munir Niazi Sad Poetry
Sham e faraq aye to dil doobnay laga, ham ko bhi apnay aap par kitna gharoor thav
Tha munir aghaaz he say rasta apna ghalt, is ka andaza safar ki raygani say huwa-Munir Niazi Sad Poetry
Us aakhry nazar main ajab dard tha munir, janay ka us kay ranj muj umar bhar raha-Munir Niazi Sad Poetry
Wo be hisy hy musalsal shikast e dil say munir, koi bichar kay chala jaye gham nahi hota-Munir Niazi Sad Poetry
Wo jo main nay kho dia hay is jahan kay shoq main, us jahan e gum shuda ka rasta hota koi-Munir Niazi Sad Poetry
Wo samnay bhi hota to us say kia kehtay, bas us ki baten he suntay aur chup rehtay-Munir Niazi Sad Poetry
Ye ajnaby si manzilen aur raftagan ki yad, tanhayon ka zehr hy aur ham hain dosto-Munir Niazi Sad Poetry
2 comments for “Munir Niazi Sad Poetry Urdu”