Chahta hun main munir is umar kay anjam par, aik aisy zindgy ho jo is tarha mushkil na ho-Munir Niazi Sad Poetry
Faida kya hy ab wo milay bhi to munir, umar to beet gaye rah pay latay usko-Munir Niazi Sad Poetry
Faida kya hy ab wo milay bhi to munir, umar to beet gaye rah pay latay usko-Munir Niazi Sad Poetry
Gham ki barish nay bhi tery naqsh ko dhoya nahi, tu nay muj ko kho dia, main nay tuj khoya nahi-Munir Niazi Sad Poetry
Har taraf deewar w dar aur un main aankhon ka hajoom, keh sakay jo dil ki halat wo lab goya nahi-Munir Niazi Sad Poetry
Hasty he apni kya hy zamanay kay samnay, ik khawab hain jahan main bikhar jayen ham to kya-Munir Niazi Sad Poetry
Is tarha aghaz shayed ik hayat e no ka ho, pichly sary zindgy ko bhool jana chahiye-Munir Niazi Sad Poetry
Jab safar say lot kar aye to kitna dukh huwa, us purany bam par wo surat e zeb na thy-Munir Niazi Sad Poetry
2 comments for “Munir Niazi Sad Poetry Urdu”