Janta hun aik aisy shakhs ko main bhi munir, gham say pathar ho gya, lakin kabhi roya nahi-Munir Niazi Sad Poetry
Jurm adam nay kia aur nasal e adam ko saza, kat’ta hun zindgy ghar main nay jo boya nahi-Munir Niazi Sad Poetry
Kal main nay usko dekha to dekha nahi gya, muj say bichar kay wo bhi boht gham say choor tha-Munir Niazi Sad Poetry
Khawab hoty hain dekhnay kay liye, un main ja kar magar raha na karo-Munir Niazi Sad Poetry
Kuch din kay bad us say juda ho gaye munir, us be wafa say apni tabiyat nahi mili-Munir Niazi Sad Poetry
Main khush nahi hun bohat door us say honay par, jo main nahi tha to us par shabab kyun aya-Munir Niazi Sad Poetry
Mery sada hawa main badi door tak gaye, par main bula rha tha jisy be khabar raha-Munir Niazi Sad Poetry
Mery sari zindgy ko be samar us nay kia, umar mery thy magar us ko basar us nay kia-Munir Niazi Sad Poetry
2 comments for “Munir Niazi Sad Poetry Urdu”