Love Poetry in Urdu with Pictures

Apnay senay say lgaye huwy umeed ky lash
mudaton zest ko nashad kiya hy main nay

Tery ishq ky intaha chahta hu,
mery sadgy dekh kya chahta hu

Ham to samjay thay k ik zakhm bhar jaye ga
kya khabr thy ragay jan main utar jaye ga

Apny gharz thy jab to liptna qabool tha
banhon kay dayery main simtna qabool tha

Zara sy bat andesha e ajam nay isy, barha diya hy faqat zeb e dastan k liye

Ye Janat Mubarak rahy zahidon ko,
k main apka samna chahta hu

Herat say dekhta hy samandar mery tarf
kashty main koi bat hay ya badban main hy

Bharnay nahi paten tery jalwon say nigahen thaknay nahi paten tuj lipta k ye bahen

Hisab adawat bhi hota rahy ga
muhabat nay jeenay ky mohlat agr dy
2 comments for “Love Poetry in Urdu with Pictures”