Love Poetry in Urdu with Pictures

Muj rokay ga ay nakhuda kya gharq hony say,
k jinko doobna ho doob jatay hain safeenon main

Dil ko us rah p chalna he nahy
jo muj tuj say juda kartay hain

Ap dolat ka tarazu main dilon ko tolen
ham mohabat say mohabat ka sila dety hain

Na khuda he mila na wisal e sanam,
na idhar kay rahy na udhar kay rahay

Ghar ka darwaza khula rakha hy
waqt mil jaye to zehmat karna

Apnay mazy kay tasawur say hirasan hu main
apnay guzry huwy ayam say dar lagta hy

Sitaron say agay jahan aur bhi hain,
abhi ishq kay imtahan aur bhi hain

ghar ka sara rasta is sar khushy main kat gya
is say aglay more p koi ham safar hony ko hy
2 comments for “Love Poetry in Urdu with Pictures”