Jawab e Shikwa English

Pages: 1 2 3 4 5 6

Tarbiyat aam to hy johar e qabil he nahi,

Tarbiyat aam to hy johar e qabil he nahi,
jis se taameer ho aadam ki ye wo gul he nahi

Seventeenth Verse of Jawab e Shikwa English

My guidance is there for all but none deserves,
This is not the clay for the revival of Adam.

Koi qabil ho to ham shan e kayee dety hain,

Koi qabil ho to ham shan e kayee dety hain,
dhoondany walon ko dunya bhi nayee dety hain

Eighteenth Verse of Jawab e Shikwa English

High stature reserved with grace to all that deserve,
The seekers are welcome to build and rebuild newer worlds.

Hath be zor hain alhad se dil khoogar hain,

Hath be zor hain alhad se dil khoogar hain,
umati baes e ruswai e peghambar hain

Nineteenth Verse of Jawab e Shikwa English

With weaker hands and self-conspiring hearts,
The followers of Muhammad (PBUH) are bringing disgrace for him.

But shikan uth gaye baqi jo rahe but gar hain,

But shikan uth gaye baqi jo rahe but gar hain,
tha baraheem pidar aur pisar aazar hain

Twentieth Verse of Jawab e Shikwa English

Those idol breakers have gone leaving behind idol worshippers,
Braham was the father and his sons, you, are Azar.

Bada aasham naye bada naya kham bhi naye,

Bada aasham naye bada naya kham bhi naye,
harm e kaaba naya, but bhi naye tum bhi naye

Twenty first Verse of Jawab e Shikwa English

The party is joined by strangers; both wine and the cup are new,
Kaaba is new, idols are new and you too are strangers now.

Wo bhi din thay ke maya ranai tha,

Wo bhi din thay ke maya ranai tha,
nazish e mosam e gul lala sehrai tha

Twenty Second Verse of Jawab e Shikwa English

Those splendid days are gone by when the wild tulips ruled in blossom,
That was the essence of this sublime loveliness.

Jo musalman that Allah ka sodai tha,

Jo musalman that Allah ka sodai tha,
kabhi mehboob tumhara yahi harjayee tha

Twenty Third Verse of Jawab e Shikwa English

The true Muslims bowed only before Allah Almighty,
Once you adored the same inconsistent God.

Kisi yakjayee se ab ahd e ghulami kar lo,

Kisi yakjayee se ab ahd e ghulami kar lo,
millat e Ahmed e mursal ko maqami kar lo

Twenty Fourth Verse of Jawab e Shikwa English

You may seek some constant mistress,
Doing so you should localize the Ummah of Muhammad(PBUH).

Leave a Reply