Allama Iqbal famous Poetry in Urdu with pictures
Allama Iqbal Famous Poetry in Urdu with Pictures:
Koi qabil ho to ham shan kai dety hain,
dhondny waly ko dunya b nai dety hain
Khudi ko kar buland itna k har taqdeer say pehlay,
khuda banday say khud poochay bta tery raza kya hy
Khudawanda! Ye tery sada dil bandy kidhar jayen,
kay darwesy bhi ayary sultani bhi ayari
Kafir hy to shamsheer pay karta hy bhrosa,
momin hy to betegh bhi larta hy sipahi
Jalal e padshahy ho k jamhoory tamasha ho,
juda ho deen sayasat say to reh jaty hy changezy
Jo hay pardon main panha chashm e beena dekh lety hy,
zamany ky tabyat ka takaza dekh lety hai
Jafa jo ishq main hoty hai wo jafa he nahy,
sitam na ho to mohabat main kuch maza he nhy
Intaha bhi is ky akhir khreden kab talk,
chatryan romal, perhan japan say
32 comments for “Allama Iqbal famous Poetry in Urdu with pictures”