Allama Iqbal famous Poetry in Urdu with pictures

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10

Allama Iqbal Famous Poetry in Urdu with Pictures:

Tuj us qoam nay pala aghosh e mohabat main, kuchal dala tha jis nay paun main taj e sardaran

Tuj us qoam nay pala aghosh e mohabat main,
kuchal dala tha jis nay paun main taj e sardaran

Tu shaheen hy parwaz hy kam tera, Tery samny asman aur bhi hain

Tu shaheen hy parwaz hy kam tera,
Tery samny asman aur bhi hain

Tha ye koi naz kisi be nayaz ka, Ehsas dy gya muj apny gadaz ka

Tha ye koi naz kisi be nayaz ka,
Ehsas dy gya muj apny gadaz ka

Tery ishq ky intaha chahta hu, mery sadgy dekh kya chahta hu, Allama Iqbal famous Poetry in Urdu with pictures

Tery ishq ky intaha chahta hu,
mery sadgy dekh kya chahta hu

Taqleed ky rawish say to behtar hy khud kushi, rasta bhi dhoond khizr ka soda bhi chor day(Iqbal Poetry)

Taqleed ky rawish say to behtar hy khud kushi,
rasta bhi dhoond khizr ka soda bhi chor day(Iqbal Poetry)

Tameez hakim o mehkoom mit nhy skty, majal kya k gadagar ho shah ka hamdosh

Tameez hakim o mehkoom mit nhy skty,
majal kya k gadagar ho shah ka hamdosh

Tamana dard ky ho to kar khidmat faqeeron ky, nahy milta ye johar badshahon kay khazeenon main

Tamana dard ky ho to kar khidmat faqeeron ky,
nahy milta ye johar badshahon kay khazeenon main

Tamana aabroo ky ho agr gulzar hasty main, to kanton say ulajh kr zindgy krny ky khoo kr lay

Tamana aabroo ky ho agr gulzar hasty main,
to kanton say ulajh kr zindgy krny ky khoo kr lay

32 comments for “Allama Iqbal famous Poetry in Urdu with pictures

Leave a Reply