Allama Iqbal famous Poetry in Urdu with pictures
Allama Iqbal Famous Poetry in Urdu with Pictures:
Nahi ye shan e khud dari chaman say tor kar tuj ko, koi dastar main rakh lay koi zeb e gulu kr lay
Nahi tera nasheman qasr e sultani kay gumbad p, tu shaheen hy basera ky paharon ky chitano p
Na khuda he mila na wisal e sanam, na idhar kay rahy na udhar kay rahay
Muztarib har dam mery taqdeer rakhty hy muj, justajoo main lazat e tanweer rakhty hy muj
Muj tehzeeb e hazir nay ata ky hy wo azadi, k zahir main azady hy lakin batin ky girftary
Muj rokay ga ay nakhuda kya gharq hony say, k jinko doobna ho doob jatay hain safeenon main
Mot ko samjay hain ghafil ikhtatam e zindgy, hay ye sham e zindgy subha dawam e zindgy
Kafir hy to hy tabey taqdeer muslman, momin hy to wo ap hy taqdeer elahi
Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10
32 comments for “Allama Iqbal famous Poetry in Urdu with pictures”