Allama Iqbal famous Poetry in Urdu with pictures
Allama Iqbal Famous Poetry in Urdu with Pictures:
Mohabat kay sharer say dil sarapa noor hota hy,
Zara say beej say peda Rayaz e toor hota hy
Milat kay sath rabta istwar rakh,
pewasta reh shajar say umeed e bahar rakh
Masjid to bana di pal bhar main iman ky hararat walon nay,
pal dil apna purana papy tha, koi bhi namazi ban na ska
Marnay waly martay hain lakin fana hotay nhy,
ye haqeeqat main kabhi ham say juda hotay nahi
Mana kay tery deed k qabil nhy hu main,
tu mera shoq dekh mera intzar dekh
Man ky dolat hath aty hy to phir jaty nhy,
tan ky dolat chaon hy ata hy dhan jata hy dhan
Main khud bhi nahi apny haqeeqat say shanasa,
gehra hy mery behr e khayalat ka pani
Main bulbul e nalan hoon ik ujray gulistan ka,
taseer ka sail hoon mohtaj ko data day
32 comments for “Allama Iqbal famous Poetry in Urdu with pictures”