Allama Iqbal famous Poetry in Urdu with pictures
Allama Iqbal Famous Poetry in Urdu with Pictures:
Nahi ye shan e khud dari chaman say tor kar tuj ko,
koi dastar main rakh lay koi zeb e gulu kr lay
Nahi tera nasheman qasr e sultani kay gumbad p,
tu shaheen hy basera ky paharon ky chitano p
Na khuda he mila na wisal e sanam,
na idhar kay rahy na udhar kay rahay
Muztarib har dam mery taqdeer rakhty hy muj,
justajoo main lazat e tanweer rakhty hy muj
Muj tehzeeb e hazir nay ata ky hy wo azadi,
k zahir main azady hy lakin batin ky girftary
Muj rokay ga ay nakhuda kya gharq hony say,
k jinko doobna ho doob jatay hain safeenon main
Mot ko samjay hain ghafil ikhtatam e zindgy,
hay ye sham e zindgy subha dawam e zindgy
Kafir hy to hy tabey taqdeer muslman,
momin hy to wo ap hy taqdeer elahi
32 comments for “Allama Iqbal famous Poetry in Urdu with pictures”