Allama Iqbal famous Poetry in Urdu with pictures
Allama Iqbal Famous Poetry in Urdu with Pictures:

Sodagry nahy ye ibadat khuda ky hy,
ay bekhabar jaza ky taman b chor day

Sitaron say agay jahan aur bhi hain,
abhi ishq kay imtahan aur bhi hain

Samj main aye na haqeeqat jab sitaron ky,
isy khayal main raten guzar dy main ny

Raz e hasty ko tu samjty hy,
aur ankhon say dekhta hu main, hy tuj wasta mazahir say, aur batin say ashna hun main

Pany pany kar gae muj ko kalandar ky ye bat,
tu jhuka jab gher kay agay na tan tera na man

Nigah buland, sukhan dilnawaz jan pursoz,
yahi hy rakht e safar meer e karwan k liye

Naz taqat e guftar pay insanon ko,
bat krnay ka saleeqa nahy nadanon ko

Nasha pila k girana to sab ko ata hy,
maza to jab hy k girton ko tham lay saqi
32 comments for “Allama Iqbal famous Poetry in Urdu with pictures”