Allama Iqbal famous Poetry in Urdu with pictures
Allama Iqbal Famous Poetry in Urdu with Pictures:
Tuj us qoam nay pala aghosh e mohabat main,
kuchal dala tha jis nay paun main taj e sardaran
Tu shaheen hy parwaz hy kam tera,
Tery samny asman aur bhi hain
Tha ye koi naz kisi be nayaz ka,
Ehsas dy gya muj apny gadaz ka
Tery ishq ky intaha chahta hu,
mery sadgy dekh kya chahta hu
Taqleed ky rawish say to behtar hy khud kushi,
rasta bhi dhoond khizr ka soda bhi chor day(Iqbal Poetry)
Tameez hakim o mehkoom mit nhy skty,
majal kya k gadagar ho shah ka hamdosh
Tamana dard ky ho to kar khidmat faqeeron ky,
nahy milta ye johar badshahon kay khazeenon main
Tamana aabroo ky ho agr gulzar hasty main,
to kanton say ulajh kr zindgy krny ky khoo kr lay
32 comments for “Allama Iqbal famous Poetry in Urdu with pictures”