Ahmed Faraz Sad Urdu Poetry

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16

Kya khabar thy jo mery jan main ghula hy itna, hy woho muj to sar e dar bhi lany wala

Kya khabar thy jo mery jan main ghula hy itna,
hy woho muj to sar e dar bhi lany wala


Kis kis ko apny rafaqat p zam hy,  hota hy kon kon juda dekhtay raho

Kis kis ko apny rafaqat p zam hy,
hota hy kon kon juda dekhtay raho


Kis kis ko batayen gay judaye ka sabab ham,  tum muj say khafa hy to zamany k liye a

Kis kis ko batayen gay judaye ka sabab ham,
tum muj say khafa hy to zamany k liye a


Kisy bewafa ky khatir ye junoon faraz kab tak,  jo tumhen bhula chuka hy usay tum bhi bhool jao

Kisy bewafa ky khatir ye junoon faraz kab tak,
jo tumhen bhula chuka hy usay tum bhi bhool jao


Kuch der gham e jahan p hans len ao,  ronay to to zindgy pary hy saqi

Kuch der gham e jahan p hans len ao,
ronay to to zindgy pary hy saqi


Kuch to us ankh ka shewa hy khafa ho jana, aur kuch bhool huwy hy dil e betab say bhi

Kuch to us ankh ka shewa hy khafa ho jana,
aur kuch bhool huwy hy dil e betab say bhi


Kuch ye k mudaton say roye nahi thay ham bhi,  kuch zehr main bujha tha ahbab ka dilasa

Kuch ye k mudaton say roye nahi thay ham bhi,
kuch zehr main bujha tha ahbab ka dilasa


Kya kahen kitnay marasim thay hamary us say, wo jo ik shakhs hy mu pher k jany wala

Kya kahen kitnay marasim thay hamary us say,
wo jo ik shakhs hy mu pher k jany wala

Leave a Reply