Ahmed Faraz Sad Urdu Poetry

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16

Ye zakhm hain un dinon ky yad, jab ap say dosty bary thy

Ye zakhm hain un dinon ky yad,
jab ap say dosty bary thy


Yun he mosam ki ada dekh k yad aya hy, kis qadar jald badal jaty hain insan janan

Yun he mosam ki ada dekh k yad aya hy,
kis qadar jald badal jaty hain insan janan


Zabt lazim hy magr dukh hy qayamat ka faraz, zalim ab k bhi na roye ga to mar jaye ga

Zabt lazim hy magr dukh hy qayamat ka faraz,
zalim ab k bhi na roye ga to mar jaye ga


Zindgy ham tery daghon say rahay sharminda, aur tu hy kay sada ayena khanay mangay

Zindgy ham tery daghon say rahay sharminda, aur tu hy kay sada ayena khanay mangay


Ab aur kya kisy say marasim barhayn ham, ye bhi bohat hy tuj ko agar bhol jayen ham

Ab aur kya kisy say marasim barhayn ham,
ye bhi bohat hy tuj ko agar bhol jayen ham


Ab bhi wesy hy doory e manzil, sath chalta ho rasta jesy

Ab bhi wesy hy doory e manzil,
sath chalta ho rasta jesy


Ab k aisy andhyan uthen k sooraj buj gaye, haye wo shamen k jhonkon say bhi then na ashna

Ab k aisy andhyan uthen k sooraj buj gaye,
haye wo shamen k jhonkon say bhi then na ashna


Ab na fursat hy na ehsas hy gham say apnay,  warna ham roz he miltay thy sanam say apnay

Ab na fursat hy na ehsas hy gham say apnay,
warna ham roz he miltay thy sanam say apnay

Leave a Reply