Ahmed Faraz Sad Urdu Poetry
Apny mehroomy k ehsas say sharminda hu,
khud nahi rakhtay to auron k bujhaty hain charagh
Aj tak un say rah o rasm chali jaty hy,
jis say kuch pehlay tawaq thy na ab hy koi
Aj ik aur bars beet gya us k bgher,
jis k hoty huwy hoty thy zamany mery
Agar kisay say marasim barhany lagtay hain,
tery faraq k din yad anay lagtay hain
Ab to hamen bhi tarq e marasim ka dukh nahi,
par dil ye chahta hy k aghaz tu kary
Ab tak dil khush fehm ko tuj say hain umeden,
ye akhry shamen bhi bujhany k liye a
Ab na wo main na wo tu hy na wo mazy hy,
jesy do shakhs tamana kay sarabon main milen