
Ikhtalaf e jahan ka ranj na tha,
day gaye mat ham khyal hamen

Ik zamany say na roye hain na jan tarpy hy,
dil p lazim hy tery dard ki tajdeed ab k

Ik ye bhi to andaz e ilaj e gham e jan hy,
aye chara garo dard barha kyun nahy dety

Ik wo hi nahi tark e taluq p pasheman,
hy ahl e wafa ko bhi nadamat usay kehna

Huwa hy tuj sya bicharny k bad ab maloom,
k tu nahi tha tery sath aik dunya thy

Hath uthaye hain magar lab p dua koi nahi,
ki ibadat bhi to wo jis ki jaza koi nahi

Hamen nay tarq e taluq main pehl ki ka faraz,

Ham bhi khud dushman jan thay pehlay,
tum magar dost kahan thy pehlay