Ahmed Faraz Sad Urdu Poetry

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16

Kesa paya tha tuj phir kis trha khoya tuj,  muj sa munkir bhi to qayal ho gya taqdeer ka

Kesa paya tha tuj phir kis trha khoya tuj,
muj sa munkir bhi to qayal ho gya taqdeer ka


Kash tu bhi kabhi ajaye masehaye ko, log aty hain boht dil ko dukhany mery

Kash tu bhi kabhi ajaye masehaye ko,
log aty hain boht dil ko dukhany mery


Kash auron ky tarha main bhi kabhi keh sakta, bat sun ly hy mery aj khuda nay mery

Kash auron ky tarha main bhi kabhi keh sakta,
bat sun ly hy mery aj khuda nay mery


Kaha say layen ab ankhen usay k rakhta tha,

Kaha say layen ab ankhen usay k rakhta tha,


Kabhi faraz naye mosmon main ro dena, kabhi talash purani rafaqten karny

Kabhi faraz naye mosmon main ro dena,


Jo zehr p chuka hun tumhi nay muj dya, ab tum to zindgy ki duayen muj na do

Jo zehr p chuka hun tumhi nay muj dya,
ab tum to zindgy ki duayen muj na do


Jis ko bhi chaha usay shidat say chaha hy faraz,  silsila toota nahi hy dard ki zanjeer ka

Jis ko bhi chaha usay shidat say chaha hy faraz,
silsila toota nahi hy dard ki zanjeer ka


Jin kay ham muntazir rahay un ko, mil gaye aur ham safar shayed

Jin kay ham muntazir rahay un ko,
mil gaye aur ham safar shayed

Leave a Reply