Wasi Shah Famous Urdu Poetry Images

us ky ankhon main mohabat ka sitara ho ga aik din aye ga wo shakhs hamara hoga

kuch is liye b to behal ho gye ham log,
tumhary yad ka be had khyal rakhty hain

tumhay khabr he nahy tum to loat jao gay
tumhary hijr main lamha b sal hona hy

kuch nhy to yahy benam sa bandhan hota,
main tery hath ka kangan hota

muj aksar sitaron say yahy awaz aty hy,
kisy k hijr main nenden ganwa kr kuch nhy milta

tumhary hijr ky sadyan tumhary wasl kay din
main is shumar say niklun to aur kuch sochun

Mery mola nay muj ko chahton ky saltant day dy,
mgr pehly mohabat ka sahara sath rehta hy

tuj khabr hy tuj sochny ky khatir ham
bohat say kam muqadar p dal rakhty hain