Wasi Shah Famous Urdu Poetry Images

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11

rooth jatay ho to kuch aur haseen lagtay ho  ham nay kuch soch k he tum ko khafa rakha hy

rooth jatay ho to kuch aur haseen lagtay ho
ham nay kuch soch k he tum ko khafa rakha hy


sochty hain tujy wazoo kr k  yu tera ahtram krty hain

sochty hain tujy wazoo kr k
yu tera ahtram krty hain


janay waly nay kaha tha k wo lotay ga zrur, ik isy aas p drwaza khula rakha hy

janay waly nay kaha tha k wo lotay ga zrur,
ik isy aas p drwaza khula rakha hy


racha huwa hy mera ishq mery poron main  main is khumar say niklu to aur kuch sochun

racha huwa hy mera ishq mery poron main
main is khumar say niklu to aur kuch sochun


jan deny ky ijazat b nhy dety ho warna, mar jaye aur mar k mana len tumko

jan deny ky ijazat b nhy dety ho warna,
mar jaye aur mar k mana len tumko

kitny masoom ho nazuk ho hamakat na kro, barha tum say kaha tha k muhabat na kro

kitny masoom ho nazuk ho hamakat na kro,
barha tum say kaha tha k muhabat na kro


tumhen bhulana awal to dastras main nahy  jo ikhtyar b hota to kya bhula detay

tumhen bhulana awal to dastras main nahy
jo ikhtyar b hota to kya bhula detay


kon rota hy yahan rat k sunaton main, mery jesa he koi hijr ka mara ho ga

kon rota hy yahan rat k sunaton main,
mery jesa he koi hijr ka mara ho ga

Leave a Reply