Wasi Shah Famous Urdu Poetry Images

rooth jatay ho to kuch aur haseen lagtay ho
ham nay kuch soch k he tum ko khafa rakha hy

sochty hain tujy wazoo kr k
yu tera ahtram krty hain

janay waly nay kaha tha k wo lotay ga zrur,
ik isy aas p drwaza khula rakha hy

racha huwa hy mera ishq mery poron main
main is khumar say niklu to aur kuch sochun

jan deny ky ijazat b nhy dety ho warna,
mar jaye aur mar k mana len tumko

kitny masoom ho nazuk ho hamakat na kro,
barha tum say kaha tha k muhabat na kro

tumhen bhulana awal to dastras main nahy
jo ikhtyar b hota to kya bhula detay

kon rota hy yahan rat k sunaton main,
mery jesa he koi hijr ka mara ho ga