Wasi Shah Famous Urdu Poetry Images

kehty ho k bichry koi mudat nhy guzry,
lagta hy k tum nay kaby calendar nhy dekha

ye umr bhar ka jagna bekar he na jaye
tu na mila to sary riazat fazool hy

mangay tu agr jan to hans k tuj dy dyn
tery to koi bat b taly nhy jaty

kabhi to roye ga wo b kisi ki bahon main,
kabhy to us ky hansy ko zawal hona hy

main nay g bhar k tuj ko dekh liya
tuj ko ulja k kuch sawalon main

roothna tera mery jan liye jata hy
aisay naraz na ho hans k dikha day muj ko

main nay jis k liye har shakhs ko naraz kiya
rooth jaye na wohy dar hy kai sadyon say

jigr ho jaye ga chalny ye ankhen khoon royen gy,
wasy bay faiz logon say nibha kr kuch nhy milta