Wasi Shah Famous Urdu Poetry Images

falk p chand k halay b sog karty hain,
jo tu nhy to ujaly b song krty hain

hamen ye zuam raha ab k wo pukaren gay,
unhen ye zid thy k har bar wo sada dety

ishq karna hy to din rat usay sochna hy
aur kuch zehn main aya to khasara ho ga

is main shamil hy mery bakht ky tareeky b,
tum sayah rang jo pehno gay to yad aun ga

jab tera doston main zikar aye,
tees uthaty hai dil k chalon main

ye jo pany main chala aya sunehry sa ghroor
us nay darya main kahen paun utara ho ga

milen gy hamko b kaby apnay naseeb ky khushian
bas intzar hy kab ye kamal hona hy

Muj masoom sy larky p tars ata hy
usay dekho to muhabat main magan kesy hy