Wasi Shah Famous Urdu Poetry Images

ham jan say jayen gy taby bat bany gy
tum say to koi rah nikaly nhy jaty

dayar gher main kesy tuj sada dety,
tu mil b jata to akhir tuj ganwa dety

chalo kuch to tasaly huwy mery dil ko,
isy main khush hun k paya khiraj kanton ka

aye koi a kr ye tery dard sanbhaly,
ham sy to ye jageer sanbhaly nhy jaty

jesay ho umar bhar ka asasa ghareeb ka
kuch is trha main nay sanbhaly tumhary khat

aur kuch der main muj chalay jana ho ga,
Aur kuch der muj khwab dikha dard na chun

dukhon nay bant liya hy tumhary bad hamen,
tumhary hath main rehtay to kitna acha tha

jan say mar day muj lakin
chor k janay ka muj p zulm na kr