Wasi Shah Famous Urdu Poetry Images

ye jo pany main chala aya sunehry sa ghroor
us nay darya main kahen paun utara ho ga

wo jo likha hy kisy tor tal nhy sakta
Aa mery dil main deep jala dard na chun

weeran hy is darja tery bad mera dil
is shehr main aty huwy dar kanp raha hy

hazaron mosmon ky hukmrany hy mery dil par
wasi main jb b hansta hun to ankhen bheg jaty hain

zindgy ab k mera nam na shamil krna
gar ye teh hy k yahy khel dobara ho ga

ye mera hosla hy tery bagher sans leta hu bat krta hu

ye umr bhar ka jagna bekar he na jaye
tu na mila to sary riazat fazool hy

wasi yaqeen hy mujko wo lot aye ga
usy b apnay kiye ka malal hona hy