Urdu Love Poetry of Wasi Shah

Pages: 1 2 3 4 5

racha huwa hy mera ishq mery poron main  main is khumar say niklu to aur kuch sochun

racha huwa hy mera ishq mery poron main
main is khumar say niklu to aur kuch sochun

us ky ankhon main mohabat ka sitara ho ga aik din aye ga wo shakhs hamara hoga

us ky ankhon main mohabat ka sitara ho ga aik din aye ga wo shakhs hamara hoga

tumhen bhulana awal to dastras main nahy  jo ikhtyar b hota to kya bhula detay

tumhen bhulana awal to dastras main nahy
jo ikhtyar b hota to kya bhula detay

tumhay khabr he nahy tum to loat jao gay  tumhary hijr main lamha b sal hona hy

tumhay khabr he nahy tum to loat jao gay
tumhary hijr main lamha b sal hona hy

tumhary hijr ky sadyan tumhary wasl kay din  main is shumar say niklun to aur kuch sochun

tumhary hijr ky sadyan tumhary wasl kay din
main is shumar say niklun to aur kuch sochun

tuj khabr hy tuj sochny ky khatir ham  bohat say kam muqadar p dal rakhty hain

tuj khabr hy tuj sochny ky khatir ham
bohat say kam muqadar p dal rakhty hain

wo keh rhy thy samandar nahy hain ankhen hain  main un main doob gya aitbar krty huwy

wo keh rhy thy samandar nahy hain ankhen hain
main un main doob gya aitbar krty huwy

yad kr k muj takleef to hoty ho gy  ik kisa hu purana sa bhula dy muj ko

yad kr k muj takleef to hoty ho gy
ik kisa hu purana sa bhula dy muj ko

Leave a Reply