
racha huwa hy mera ishq mery poron main
main is khumar say niklu to aur kuch sochun

us ky ankhon main mohabat ka sitara ho ga aik din aye ga wo shakhs hamara hoga

tumhen bhulana awal to dastras main nahy
jo ikhtyar b hota to kya bhula detay

tumhay khabr he nahy tum to loat jao gay
tumhary hijr main lamha b sal hona hy

tumhary hijr ky sadyan tumhary wasl kay din
main is shumar say niklun to aur kuch sochun

tuj khabr hy tuj sochny ky khatir ham
bohat say kam muqadar p dal rakhty hain

wo keh rhy thy samandar nahy hain ankhen hain
main un main doob gya aitbar krty huwy

yad kr k muj takleef to hoty ho gy
ik kisa hu purana sa bhula dy muj ko