Urdu Love Poetry of Parveen Shakir

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8

Qasoor ho to hamaray hisab main likh jaye muhabaton main jo ihsan ho tumhara ho

Qasoor ho to hamaray hisab main likh jaye
muhabaton main jo ihsan ho tumhara ho

Qabooliyat ki hay saat to us ko mang he lay k ye ghary kabhi bar digr nahy aty

Qabooliyat ki hay saat to us ko mang he lay
k ye ghary kabhi bar digr nahy aty

Taluqat kay barzakh main he rakha muj ko wo mery hak main na tha aur khilaf bhi na huwa

Taluqat kay barzakh main he rakha muj ko
wo mery hak main na tha aur khilaf bhi na huwa

Shikasta paye iradon k pesh o pas main nahy dil us ky chah main gum hy jo mery bas main nhy

Shikasta paye iradon k pesh o pas main nahy
dil us ky chah main gum hy jo mery bas main nhy

Shidat ky nafraton main sada jis nay sans ly shidat ka payar pa k khila main bikhar na jaye

Shidat ky nafraton main sada jis nay sans ly
shidat ka payar pa k khila main bikhar na jaye

Shehr e shukhn main rooh ko wo ashnaey day k ankhen b band rakhun to rasta dikhaey day

Shehr e shukhn main rooh ko wo ashnaey day
k ankhen b band rakhun to rasta dikhaey day

Shehr e khooban ka yahi dastoor hy mud kay dekha aur pathar ho gaye

Shehr e khooban ka yahi dastoor hy
mud kay dekha aur pathar ho gaye

Us ky muthy main boht roz raha meran wajood mery sahir say kaho ab muj azad kary

Us ky muthy main boht roz raha meran wajood
mery sahir say kaho ab muj azad kary

Leave a Reply