Social Urdu Poetry of Parveen Shakir

Pages: 1 2 3

Jab lahoo bol pary us kay gawahon kay khilaf    qazi e shehr kuch is bab main irshad kary

Jab lahoo bol pary us kay gawahon kay khilaf
qazi e shehr kuch is bab main irshad kary

Herat say dekhta hy samandar mery tarf   kashty main koi bat hay ya badban main hy

Herat say dekhta hy samandar mery tarf
kashty main koi bat hay ya badban main hy

Main dhal liye simat e adoo dekh rahy thy   palty to mery pusht p talwar gary thy

Main dhal liye simat e adoo dekh rahy thy
palty to mery pusht p talwar gary thy

Mumkin hay bagh ko bhi nikalty ho koi rah   is shehr bay shajar to bohat besamar na jan

Mumkin hay bagh ko bhi nikalty ho koi rah
is shehr bay shajar to bohat besamar na jan

Raston ka ilm tha ham ko na simton ky khabr    shehr namaloom ki chahat magr kartay rahay

Raston ka ilm tha ham ko na simton ky khabr
shehr namaloom ki chahat magr kartay rahay

sar chupayn to badn khulta hy  zeest muflis ky rida ho jesy

sar chupayn to badn khulta hy
zeest muflis ky rida ho jesy

ronaq e bazar o mehfil kam nhy hy aj bhi  sanha is shehr main koi mgr hony ko hy

ronaq e bazar o mehfil kam nhy hy aj bhi
sanha is shehr main koi mgr hony ko hy

Zulm sehna bhi to zalim ky himayat thehra  khamshy bhi to huwy pusht panahy ky tarha

Zulm sehna bhi to zalim ky himayat thehra
khamshy bhi to huwy pusht panahy ky tarha

Pages: 1 2 3

Leave a Reply