Shikwa by Allama Iqbal

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10

Ishq ka dil bhi wahi husn ka jadoo bhi wahi, umat e Ahmed e mursil bhi wahi tu bhi wahi

Ishq ka dil bhi wahi husn ka jadoo bhi wahi,
umat e Ahmed e mursil bhi wahi tu bhi wahi

English Translation of 58th verse of the grand poem Shikwa by Dr. Allama Muhammad Iqbal:

The soul of love and the charm of beauty remain unchanged,
The Ummah of Muhammad (SAW) and their God are also the same.

Phir ye aazurdgi gher e sabab kya maani, apnay shedaon pe ye chashm e ghazab kya maani

Phir ye aazurdgi gher e sabab kya maani,
apnay shedaon pe ye chashm e ghazab kya maani

English Translation of 59th verse of the grand poem Shikwa by Dr. Allama Muhammad Iqbal:

When there is no apparent reason, why are you unhappy with the Muslims?
Why do you remain annoyed with the Muslims that are loyal and faithful?

Tuj ko chora ke rasool e arbi ko chora, but gari pesha kia but shikni ko chora

Tuj ko chora ke rasool e arbi ko chora,
but gari pesha kia but shikni ko chora

English Translation of sixtieth verse of the epic Urdu poem Shikwa by Dr. Allama Muhammad Iqbal:

Did we stop following either you, God, or your Prophet Muhammad (SAW)?
Did we adopt the profession of carving idols or left idol breaking?

Ishq ko ishq ki aashafta sari ko chora, rasm e Salman(R.A) Awais Qarni(R.A) ko chora

Ishq ko ishq ki aashafta sari ko chora,
rasm e Salman(R.A) Awais Qarni(R.A) ko chora

English Translation of sixty first verse of the epic Urdu poem Shikwa by Dr. Allama Muhammad Iqbal:

Did we ever leave your love or the love’s ecstasy?
Did we leave the path chosen by Hazrat Salman Farsi(R.A) and Hazrat Awais Qarni(R.A)?

Aag takbeeron ki seenon main dabi rakhtay hain, zindgi misl e bilal habshi rakhtay hain

Aag takbeeron ki seenon main dabi rakhtay hain,
zindgi misl e bilal habshi rakhtay hain

English Translation of sixty second verse of the epic Urdu poem Shikwa by Dr. Allama Muhammad Iqbal:

We keep the fire of takbeer alight in our hearts,
We are following the path lead by Hazrat Bilal e Habshi (R.A).

Ishq ki kher wo pehli si ada bhi na sahi, jada pemai tasleem o raza bhi na sahi

Ishq ki kher wo pehli si ada bhi na sahi,
jada pemai tasleem o raza bhi na sahi

English Translation of sixty third verse of the epic Urdu poem Shikwa by Dr. Allama Muhammad Iqbal:

Admittedly, our love may not have that earlier depth,
The acceptance and agreeing in love may no longer be there.

Muztarib dil sift e qibla numa bhi na sahi, aur pabandi e ain e wafa bhi na sahi

Muztarib dil sift e qibla numa bhi na sahi,
aur pabandi e ain e wafa bhi na sahi

English Translation of sixty fourth verse of the epic Urdu poem Shikwa by Dr. Allama Muhammad Iqbal:

Our impatient hearts may not be pure like Kaaba,
And we may not be as faithful as ever.

Kabhi ham se kabhi gherson se shanasai hy, bat kehnay ki nahi tu bhi to harjayee hy

Kabhi ham se kabhi gherson se shanasai hy,
bat kehnay ki nahi tu bhi to harjayee hy

English Translation of sixty fifth verse of the epic Urdu poem Shikwa by Dr. Allama Muhammad Iqbal:

Your love keeps shifting between us and the others,
This we must not say but you are also not showing your favours on us, Muslims, alone.

Sar e faran pe kia den ko kamil tu ne, ik isharay main hazaron ke liye dil tu ne

Sar e faran pe kia den ko kamil tu ne,
ik isharay main hazaron ke liye dil tu ne

English Translation of sixty sixth verse of the epic Urdu poem Shikwa by Dr. Allama Muhammad Iqbal:

You perfected the religion of Islam on the mountain of Faran,
You took the hearts of thousands in a single Divine gesture.

1 comment for “Shikwa by Allama Iqbal

Leave a Reply