mohsin naqvi sad poetry wallpapers

Pages: 1 2 3 4

Tuj ko ehsas he kab hy kay kisi dard ka dagh, ankh say dil main utar jaye to kya hota hy

Tuj ko ehsas he kab hy kay kisi dard ka dagh,
ankh say dil main utar jaye to kya hota hy

Tuj udas bhi karna tha khud bhi rona tha, ye hadsa bhi meri jan kabhi to hona tha

Tuj udas bhi karna tha khud bhi rona tha,
ye hadsa bhi meri jan kabhi to hona tha

Tu kay seemab e tabyat hy tuj kya maloom, mosam e hijr thehr jaye to kya hota hy

Tu kay seemab e tabyat hy tuj kya maloom,
mosam e hijr thehr jaye to kya hota hy

Tu khafa hy to dil say yad teri, kis liye mehrban guzarty hy

Tu khafa hy to dil say yad teri,
kis liye mehrban guzarty hy

Tum kahan jao gay aye mohsin, log thak har kay ghar jatay hain

Tum kahan jao gay aye mohsin,
log thak har kay ghar jatay hain

Us say kya pochna safar ki thakan, jis ki manzil he rahguzar thehray

Us say kya pochna safar ki thakan,
jis ki manzil he rahguzar thehray

Wo muj se barh kay zabt ka aadi tha jee gya, warna har aik sans qayamat usay bhi thi

Wo muj se barh kay zabt ka aadi tha jee gya,
warna har aik sans qayamat usay bhi thi

Ye hadsa sar e sahil rula gya sab ko, bhanwar main doobnay walon kay hath bhi na hilay

Ye hadsa sar e sahil rula gya sab ko,
bhanwar main doobnay walon kay hath bhi na hilay

Ab kay wo rut hy kay har taza qayamat ka azab, apnay dil main jagtay zakhmon ki har gehraye kay nam

Ab kay wo rut hy kay har taza qayamat ka azab,
apnay dil main jagtay zakhmon ki har gehraye kay nam

Pages: 1 2 3 4

Leave a Reply