Mohsin Naqvi Love Poetry

Pages: 1 2 3 4

Raas aa he gya tarq e taluq usay aakhir, aankhon main wo pehly si nidamat nahi rakhta

Raas aa he gya tarq e taluq usay aakhir,
aankhon main wo pehly si nidamat nahi rakhta

Tark e wafa ki sari qasmen un ko dekh kay toot gayen, un ka naz salamat thehra ham he zara majboor huwy

Tark e wafa ki sari qasmen un ko dekh kay toot gayen,
un ka naz salamat thehra ham he zara majboor huwy

Tuj say peman bandhta tha aur ye socha na tha, apni aankhon ki tarha har pal badalna hy tuj

Tuj say peman bandhta tha aur ye socha na tha,
apni aankhon ki tarha har pal badalna hy tuj

Tumhara jhoot sach say mutbar hy, mery haq main bhi kuch irshad karna

Tumhara jhoot sach say mutbar hy,
mery haq main bhi kuch irshad karna

Us kay qadmon main bicha doon aankhen, mery basti say wo guzray to sahi

Us kay qadmon main bicha doon aankhen,
mery basti say wo guzray to sahi

Wo bazahir jo zamanay khafa lagta hy, hans kay bolay to dunya say juda lagta hy

Wo bazahir jo zamanay khafa lagta hy,
hans kay bolay to dunya say juda lagta hy

Wo bhi kya din thay bhula kar tuj ko, ham tuj yad kia kartay thay

Wo bhi kya din thay bhula kar tuj ko,
ham tuj yad kia kartay thay

Wo yaqeen hy to muj p afshan ho, main rahoon khud say badguman kab tak

Wo yaqeen hy to muj p afshan ho,
main rahoon khud say badguman kab tak

Pages: 1 2 3 4

Leave a Reply