parveen shakir famous poetry

Pages: 1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18

Parveen Shakir Famous Poetry. She is the queen of Urdu Love and Romantic poetry. She was probably the best female Urdu Poetess that touched the limits of classical standards of Iqbal and Ghalib while remaining simple and commom poet for the masses. We have selected a few verses from her wonderful poetry. She is indeed marvellous.

Aj to us p thehrty he na thy ankh zra   us kay jatay hi nazar main utary us ky

Aj to us p thehrty he na thy ankh zra
us kay jatay hi nazar main utary us ky


Ab jafa ki sarahten bekar   bat say bhar saka hy ghao kabhi

Ab jafa ki sarahten bekar
bat say bhar saka hy ghao kabhi


ab to bas khwab ky lathy p chalna ho ga  mudaten ho gaen is ankh ko mazoor huwy

ab to bas khwab ky lathy p chalna ho ga
mudaten ho gaen is ankh ko mazoor huwy


Apny tanhay mery nam p abad kary   kon hoga jo muj us ky tarha yad kary

Apny tanhay mery nam p abad kary
kon hoga jo muj us ky tarha yad kary


Ab na pochon gy main khowy huwy khwabon ka pata   wo agr aye to kuch bhi na btany aye

Ab na pochon gy main khowy huwy khwabon ka pata
wo agr aye to kuch bhi na btany aye


Bas ye huwa k us nay takaluf say bat ky   aur ham nay rota rotay dupaty bhigo liye

Bas ye huwa k us nay takaluf say bat ky
aur ham nay rota rotay dupaty bhigo liye


Andhay zehno say sochnay walo   harf main roshny milao kabhi

Andhay zehno say sochnay walo
harf main roshny milao kabhi


Bas ye huwa k us nay takaluf say bat ky   aur ham nay rota rotay dupaty bhigo liye

Bas ye huwa k us nay takaluf say bat ky
aur ham nay rota rotay dupaty bhigo liye


2 comments for “parveen shakir famous poetry

Leave a Reply